Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "Pike Hum Tum Jo" de Udit Narayan and Lata Mangeshkar | BooMusica 2025

Varios-artistas

AuronPlay Sin Copyright

Varios-artistas

Esenciales Pop en Espanol

Varios-artistas

Escena De Lluvia

Varios-artistas

Sonido De Arroyos y Pajaros

Artist profile picture

Pike Hum Tum Jo

Udit Narayan and Lata Mangeshkar

pike hum tum jo chale aaye hain is mehfil mein - 2
ek naya rang jama denge hum is mehfil mein
pike hum tum jo chale aaye hain is mehfil mein
ek naya rang jama denge hum is mehfil mein
pike hum tum jo chale aaye hain is mehfil mein

aag pili hain jab hi zeher pe noor aaya hai - 2
saathiya teri kasam ab suroor aaya hai - 2
aag se aag bujha denge hum is mehfil mein
ek naya rang jama denge hum is mehfil mein
pike hum tum jo chale aaye hain is mehfil mein

uljhane aur bhi badh jaati hain ghabaraane se - 2
jhuk ke ye baat kahin sheeshe ne paimaane se - 2
hosh dunia ke uda denge hum is mehfil mein
ek naya rang jama denge hum is mehfil mein
pike hum tum jo chale aaye hain is mehfil mein

tu bhi pile ise ghabara na sanam jeene se - 2
ye sharaab achchhi hain insaan ka lahoon peene ??? - 2
deep botal ke jala denge hum is mehfil mein
(ek naya rang jama denge hum is mehfil mein

Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA