 
    Naina deewane do, kehna na maane jo
Takne lage hain tere raaste
Hafte din saaton mein, lambi si raaton mein
Jagne lage hain tere vaaste
Naina deewane do, kehna na maane jo
Takne lage hain tere raaste
Hafte din saaton mein, resham si raaton mein
Jagne lage hain tere vaaste
Tere nazaare pe ye hain dolte bhi
Lekin jo man mein hai, nahin bolte bhi
Ab bhi nahin hai inko
Ishq manzoor ho toh kudiye ni
Aa ja, chal udiyye ni
Laike chalun duniya se door
Ishq manzoor ho toh kudiye ni
Aa ja, chal udiyye ni
Laike chalun duniya se door
Ishq manzoor
Meethi hain baatein jitni teri
Utni adaayein namkeen hain
Chhoo ke badan ko tere hue
Rang bhi zyada rangeen hain
Meethi hain baatein jitni teri
Utni adaayein namkeen hain
Chhoo ke badan ko tere hue
Rang bhi zyada rangeen hain
Haaye, puraane jitne bhi tere hain
Mujhpe ye saare besr paintere hain
Ab bhi nahin hai mujhko
Ishq manzoor ho toh kudiye ni
Aa ja, chal udiyye ni
Laike chalun duniya se door
Ishq manzoor ho toh kudiye ni
Aa ja, chal udiyye ni
Laike chalun duniya se door
Ishq manzoor ho toh kudiye ni
Aa ja, chal udiyye ni
Laike chalun duniya se door
Ishq manzoor ho toh kudiye ni
Aa ja, chal udiyye ni
Laike chalun duniya se door
Ishq manzoor