Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "1531889" de Lata Mangeshkar | BooMusica 2026

Varios-artistas

Simon Franglen

Varios-artistas

Top Hits 1979

Varios-artistas

Acoustic Soul

Varios-artistas

Salsa de Motel

Artist profile picture

1531889

Lata Mangeshkar

(ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein
raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2
kabhi kabhi aaisa bhi toh

(kisko pata tha chaandani jaayegi
ho kaali ghata chhayegi) - 2
thandi puhaar hamein paas paas laayegi
hmmm baat ban jaayegi
dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein
ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein
raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein
kabhi kabhi aaisa bhi toh

neendiya ke baadal ghir ghir aaye hai
o aankhon pe chhaye hai
o rang bhare sapanon ko sang sang laaye hai
jaal bichhaye hai
pyar ki khusbhu mehak rahi hai saanson ki raagani mein
(ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zidnagi mein
raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2

Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA