Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "1528177" de Lata Mangeshkar | BooMusica 2026

Varios-artistas

Top Hits 2013

Varios-artistas

All Out 80s 90s Hits

Varios-artistas

Simon Franglen

Varios-artistas

Caliente

Artist profile picture

1528177

Lata Mangeshkar

dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa - 2
bewafa laut bhi aa - 2
dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa

dil mein phir huuk utthi dil ka phir khoon hua
dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa
maine ek khwaab sa dekha tha jo poora na hua
mujhko duniya se shikayat hain na kismat se gila
aasra deke mohabbat ne mujhe luut liya - 2
bewafa laut bhi aa
dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa

haai kya jal gaya seene se jo uthta hain dhuan
darr hain iss aag mein jal jaaye na ulfat ka nasha
roothne wale mohabbat ko musibat na bana - 2
bewafa laut bhi aa
dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa
dil mein phir huuk utthi dil ka phir khoon hua - 2
dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa
bewafa laut bhi aa

No se encontró el video para "1528177 Lata Mangeshkar".
Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA