Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "1527458" de Lata Mangeshkar | BooMusica 2026

Varios-artistas

Alabanza y Adoracion

Varios-artistas

SAYAS CAPORALES

Varios-artistas

Rock Essentials

Varios-artistas

Top Hits 2015

Artist profile picture

1527458

Lata Mangeshkar

chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
chhut gaya baalam haai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

phool sang muskaye kaliyan main kaise muskaaun
baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan
baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan
cham cham neer bahaaun main cham cham neer bahaaun
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

dil ki lagi ko kya koi jaane main jaanu dil jaane
palkon ke chaya mein naache
palkon ke chaya mein naache
dard bhare afsaanse haai dard bhare afsaane
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye

pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat
aaisi chali birhaah ki aandhi
aaisi chali birhaah ki aandhi
tadpat hu din raat haai main tadpat hu din raat