Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "Na Phoolon Ke Khilne Se" de Kavita Krishnamurthy | BooMusica 2026

Varios-artistas

Perreo con amor

Varios-artistas

Para Correr

Varios-artistas

PEGAO Kings League

Varios-artistas

Reggaeton Hits

Artist profile picture

Na Phoolon Ke Khilne Se

Kavita Krishnamurthy

Na phoolon ke khilne se
Na kaliyon ke muskaane se
Na koyal ki koo koo se
Na bulbul ke gaane se) - 2
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 2
Na phoolon ke khilne se
Na kaliyon ke muskaane se
Na koyal ki koo koo se
Na bulbul ke gaane se
Hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Na phoolon ke khilne se
Ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao
Do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao
O, ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao
Do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao
Na rangon ke udne se
Na chunri laheraane se
Na paayal ki chham chham se
Na kangna khankaane se
Haan, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Na phoolon ke khilne se

--FEMALE--
Aa, aa
(Majboor kiya is dil ne mujhe
Main roke na ruk paayi
Baaghon mein tere kaise
Bin dor peechhe chali aayi) - 2
Na sooraj ke dhalne se
Na hi chaand nikalne se
Ho, na taaron ke tim tim se
Na saawan ki rim jhim se
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 2

--MALE--
Na phoolon ke khilne se

--FEMALE--
Na kaliyon ke muskaane se

--MALE--
Na koyal ki koo koo se

--FEMALE--
Na bulbul ke gaane se

--MALE--
Hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se

--BOTH--
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 3

Tell A Friend

Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA