Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "1216145" de Hariharan | BooMusica 2026

Varios-artistas

Exitos Totales Trap

Varios-artistas

Top Hits 1979

Varios-artistas

Baladas 90s

Varios-artistas

Musica Para Ir Al Gym

Artist profile picture

1216145

Hariharan

--MALE--
Ho, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai
Kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai
Jaisi bhi hai tu mujhko haaye achhi lagti hai
Kabhi kabhi meethi lagti hai
Kabhi kabhi khatti lagti hai
Kabhi kabhi meethi lagti hai

--FEMALE--
Ho, kabhi jhootha lagta hai, kabhi sachcha lagta hai
Kabhi jhootha lagta hai, sachcha lagta hai
Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai
(Kabhi kabhi jhootha lagta hai
Kabhi kabhi sachcha lagta hai
Kabhi kabhi jhootha lagta hai, haaye) - 2

Mm mm mm, haan aah
(Kabhi main yeh sochoon, chhooke tujhe dekhoon
Sach hai ya koi sapna) - 2

--MALE--
Sach hoon ke sapna hoon, main tera apna hoon
O sanam, teri kasam, mera aitbaar tu kar le

--FEMALE--
Main barkha, tu baadal, meri aankhon ka kaajal
Tu jahan, main bhi vahan, teri jaan main, meri jaan tu

--MALE--
Ho, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai

--FEMALE--
Ho ho oh kabhi jhootha lagta hai, sacha lagta hai
Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai

--MALE--
Oh, kabhi lage morni si, kabhi lage chorni si
Tujhko pukaaroon kis naam se

--FEMALE--
Oh, kar de tu ek ishaara, main daudi aaoon yaara
Chhaaon dhoop, mera rang roop tere pyaar se hai judaa

--MALE--
Aa sab ko chhodke aaja, har bandhan todke aaja
Saath saath rahe sang sang ek dusre ke dil mein
Oh, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai

--FEMALE--
Kabhi jhootha lagta hai, sachcha lagta hai
Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai

--MALE--
Kabhi kabhi meethi lagti hai
Kabhi kabhi khatti lagti hai
Kabhi kabhi meethi lagti hai

--FEMALE--
Kabhi kabhi jhootha lagta hai
Kabhi kabhi sachcha lagta hai
Kabhi kabhi jhootha lagta hai, haaye

Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA