Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "Sawan Aaya Hai" de Arijit Singh | BooMusica 2025

Varios-artistas

Es Hora De Dormir

Varios-artistas

Phonk

Varios-artistas

2010s Pop

Varios-artistas

Anime Hits

Artist profile picture

Sawan Aaya Hai

Arijit Singh

mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
kyun har subah tu meri sanson me samaye na
aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main
kitni raat guzaari hai, tere intezar mein

kaise bataaun jazbaat ye mere
maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai
tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

bheege bheege tere lab mujhko kuch kehte hain
dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain
roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko
dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
kitna haseen ye lamha hai
kismat se maine churaaya hai

aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
pyar main tere hadd se guzar jaana hai
itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

No se encontró el video para "Sawan Aaya Hai Arijit Singh".
Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA