Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "Aashiqui Aa Gayi" de Arijit Singh | BooMusica 2025

Varios-artistas

Phonk

Varios-artistas

Cumbia Pop

Varios-artistas

Super Sad

Varios-artistas

Sunny Bossa Nova

Artist profile picture

Aashiqui Aa Gayi

Arijit Singh

ghar se thhe chale
toh yeh baat ho gayi

ghar se thhe chale
toh yeh baat ho gayi
na jaane kyun unse
mulaqaat ho gayi

nazrein aise woh takra gayi
ke humein aashiqui aa gayi, aa gayi
ke humein aashiqui aa gayi

ghar se thhe chale
toh yeh baat ho gayi
na jaane kyun unse
mulaqaat ho gayi

nazrein aise woh takra gayi
ke humein aashiqui aa gayi, aa gayi
ke humein aashiqui aa gayi

yaar ki dilkashi bha gayi, bha gayi
ke humein aashiqui aa gayi

badi deewani si raat thi
huyi ghani barsaat thi
hawaon se uljhi woh zulfein
unhone thaam jo li

toh zulfein aise woh bikhra gayi
ke humein aashiqui aa gayi, aa gayi
ke humein aashiqui aa gayi

yaar ki dilkashi bha gayi, bha gayi
ke humein aashiqui aa gayi

ishq hai sufi mera ishq mukammal
maange sanam ko hi aankhein yeh har pal
yaar mila hai kya karaar mila hai
tera pyaar mila toh har mushqil huyi hal

ke humein aashiqui aa gayi

Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA