Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de la Canción "Jise Hasna Rona" de Alka Yagnik | BooMusica 2025

Varios-artistas

Salsa de Motel

Varios-artistas

Musica Tranquila De Rio Para Relajar

Varios-artistas

Ultra Music Festival 2024

Varios-artistas

Evening Chill

Artist profile picture

Jise Hasna Rona

Alka Yagnik

jise hasna rona hai woh pyaar kare
jise paagal hona hai woh pyaar kare
jise paana khona hai woh pyaar kare
har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
meri jaan woh pyaar kare
jise hasna rona hai woh pyaar kare
jise paagal hona hai woh pyaar kare
jise paana khona hai woh pyaar kare
har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
meri jaan woh pyaar kare
jise hasna rona hai woh pyaar kare
jise paagal hona hai woh pyaar kare

kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
ek pal ka milan is mein barson ki judaai hai
is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai
is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai
jise hasna rona hai woh pyaar kare
jise paagal hona hai woh pyaar kare
har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
meri jaan woh pyaar kare
jise hasna rona hai woh pyaar kare
jise paagal hona hai woh pyaar kare

phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
hote hai khafa rab se jag se lad jaate hai
jo iske deewane hai suli chad jaate hai
jo iske deewane hai suli chad jaate hai
jise khwaab sajana hai woh pyaar kare